Jaane Tere Shehar Lyrics | Vipin Anneja, Arko | Jazbaa

Jaane Tere Shehar Lyrics from Jazbaa (2015) sung by Vipin Anneja, starring Aishwarya Rai, Irrfan Khan. And directed by Sanjay Gupta. This song is composed by Arko with lyrics penned by Arko.

Song: Jaane Tere Shehar
Movie: Jazba (2015)
Singer: Vipin Anneja
Music & Lyrics: Arko
Music On: Zee Music Company

 

 

 

 

Jaane Tere Shehar Lyrics:

Jaane tere shehar ka
Kya iraada hai
Jaane tere shehar ka
Kya iraada hai

Aasmaan kam
Parindey zyada hain

O..
Jaane tere shehar ka
Kya iraada hai

Khushi ka hissa
Gham ka hissa
Ghoont ka hissa
Dum ka hissa

Zakhm aur marham ka hissa
Dil-farosi ka ye qissa

Jaane tera ishq bhi
Kya tamasha hai
Jaane tera ishq bhi
Kya tamasha hai
Raat ko mulzim
Din mein khuda sa hai

Jaane tere shehar ka
Kya iraada hai

Jaane hum pe
Kaunsi aisi tohmat hai
Samajh na payein aib hai
Ya ye aadat hai

Malmal mein lipte hain
Phir bhi bikhre hain
Bas ye zaam hamara hai
Hum iske hain

Yun toh mera dard hi
Ik dawa saa hai
Yun toh mera dard hi
Ik dawa saa hai
Har ghadi zinda
Har din naya saa hai

Jaane tere shehar ka
Kya iraada hai

See also  Iss Qadar Pyar Hai Lyrics | Ankit Tiwari | Bhaag Johnny

Share on:

Leave a Comment