suna tha

suna tha lyrics

Details
Singer Sonu Nigam & Sunidhi Chauhan
Genre Love
Language Hindi
Album Mast
Poster suna tha
play
Lyrics

suna tha dekha na tha

samjha na tha jaana na tha

suna tha dekha na tha

samjha na tha jaana na tha

o kya yehi woh pyaar hai

ye jo mujhe ho gaya

suna tha dekha na tha

samjha na tha jaana na tha

are, kya yehi woh pyaar hai

ye jo mujhe ho gaya


mere honth gayein tarane ushi ke

woh aaye na jaaye khayalon se

kyoon hai haal aisa deewanon ke jaisa

koi to bataa de hua kya hai

kya yehi woh pyaar hai

ye jo mujhe ho gaya

suna tha dekha na tha

samjha na tha jaana na tha

suna tha dekha na tha

samjha na tha jaana na tha


main chalta hoon rukta hoon

phir sochta hoon

samaa kaisa jaado jagata hai

agar mast hoon main

to masti ye kya hai

mere saath ye silsila kya hai

kya yehi woh pyaar hai

ye jo mujhe ho gaya

suna tha dekha na tha

samjha na tha jaana na tha

suna tha dekha na tha

samjha na tha jaana na tha

are kya yehi woh pyaar hai

ye jo mujhe ho gaya

la ra la, la ra la

la la la la, la la la la

la la la la, la la la la

kya yehi woh pyaar hai.


 


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.