sawaloon mein

sawaloon mein lyrics

Poster sawaloon mein

sawaloon mein

lyrics/Album : Samrat & Co.
Details
Singer Shreya Ghoshal
Language Hindi
Album Samrat & Co.
Poster sawaloon mein
play
Lyrics

gumaan hai gumaan..

nazar yeh kisko dhoondti

dhuaan hai dhuaan..

hai kayi sargoshiyaan..

kyun jalti hai tanhaaiyaan


sawalon mein ye kaisi zindagi

gumaan hai gumaan..

nazar yeh kisko dhoondti

dhuaan hai dhuaan..


uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai

jiski na ho manzil ek aisa raasta hai

uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai

jiski na ho manzil ek aisa raasta hai

hai kayi sargoshiyaan..

kyun jalti hai tanhaaiyaan


sawaalon mein ye kaisi zindagi

gumaan hai gumaan..

nazar yeh kisko dhoondti

dhuaan hai dhuaan..


kyun har nazar mein, ik ajab si tishnagi hai

har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai

kyun har nazar mein, ik ajab si tishnagi hai

har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai

hai kayi sargoshiyaan..

kyun jalti hai tanhaaiyaan


sawaalon mein ye kaisi zindagi

gumaan hai gumaan..

nazar yeh kisko dhoondti

dhuaan hai dhuaan..

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.