mausam ke sargam ko sun

mausam ke sargam ko sun lyrics

Poster mausam ke sargam ko sun

mausam ke sargam ko sun

lyrics/Album : Khamoshi: The Musical
Details
Singer Kavita Krishnamurthy & Shraddha Pandit
Genre Happy
Language Hindi
Album Khamoshi: The Musical
Poster mausam ke sargam ko sun
play
Lyrics

mausam ki sargam ko

sun kya ga raha hai sama

mausam ki sargam ko

sun kya ga raha hai sama

too bhi ga mere

sang gaye sara jahan

gaye ja, gaye ja, gaye ja…….


mausam ki sargam ko

sun kya ga raha hai sama

gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

mausam ki sargam ko

sun kya ga raha hai sama

too bhi ga mere

sang gaye sara jahan

gaye ja, gaye ja, gaye ja…….


har sur pe dil yu dhadke

ki sawan mein agan yeh

bhadke sun kar yeh sada

har sur pe dil yu dhadke

ki sawan mein agan yeh

bhadke sun kar yeh sada

aise aaj do khamoshi bol uthe

palke bhi jaye jal barse bina ghata

gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

mausam ki sargam ko

sun kya ga raha hai sama

gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

mausam ki sargam ko

sun kya ga raha hai sama

too bhi ga mere

sang gaye sara jahan

gaye ja, gaye ja, gaye ja…….


phir ek din le jayega

ghunghta tera

uthayega koyi rajkumar

phir ek din le jayega

ghunghta teraa

uthayega koyi rajkumar

phir yeh rup rang

ban jayega chaman

hoga ang ang ek

masti bhari bahar

gaye ja, gaye ja, gaye ja…

mausam ki sargam ko

sun kya ga raha hai sama

gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

mausam ki sargam ko

sun kya ga raha hai sama

tu bhi ga mere

sang gaye sara jahan

gaye ja, gaye ja, gaye ja…….


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.