kurban

kurban lyrics

Poster kurban

kurban

lyrics/Album : War Chhod Na Yaar
Details
Singer Javed Ali & Sonu Nigam
Genre Emotional
Language Hindi
Album War Chhod Na Yaar
Poster kurban
play
Lyrics

mera dil kurban tujh par

sab karoon tujh par nyuchhavar

sochata hoon sochata hoon

teri azmat ke liye main

de doon apni jaan haskar

chahata hoon chahata hoon

lamha lamha jhutazoo mein

jee raha hoon main

kurban kurban kurban kurban

dil toh kurbaan tujh par hain watan

tujh pe kurban kurban dil hain watan

dil sochata hain dil bolata hain


kurban kurban kurban kurban

dil toh kurbaan tujh par hain watan

tujh pe kurban kurban dil hain watan

dil sochata hain dil bolata hain


teri khaatir jee raha hoon

ashq-e-gham pee raha hoon

maanta hoon maanta hoon

apna sab kuch main loota kar

tera shaida hi raha hoon

jaanta hoon jaanta hoon

zinda tere vaastein

yun hi raha hoon main


kurban kurban kurban kurban

dil toh kurbaan tujh par hain watan

tujh pe kurban kurban dil hain watan

dil sochata hain dil bolata hain


teri sarhad ki hifaazat

main samajhta hoon ibaadat

faishala hain faishala hain

khoon ka har katra dunga

tujhko jab hongi jarurat

teiy kiya hain teiy kiya hain

ab faqat is vastein hi

jee raha hoon main


kurban kurban kurban kurban

dil toh kurbaan tujh par hain watan

tujh pe kurban kurban dil hain watan

dil sochata hain dil bolata hain.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.