ek musaafir aaye lyrics – mohammed farooqui

ek musaafir aaye lyrics – mohammed farooqui lyrics

Poster ek musaafir aaye lyrics – mohammed farooqui

ek musaafir aaye lyrics – mohammed farooqui

Details
Singer Mohammed Farooqui
Language Bollywood
Poster ek musaafir aaye lyrics – mohammed farooqui
play
Lyrics

Ek Musaafir Aaye Lyrics

Ek musafir aaye baba
Ek musafir jaaye
Aankh khol kar dekh baawre
Duniya ek saraai

Kya bagiyan kya uska maali
Khaak samajh na aaye
Ek kali kheel badhe khushi se
Ek kali murjhaaye

Tu soche kuchh aur
Tu soche kuchh aur to honi
Karke aur dikhaaye
Bheeni chunari bune kabira
Kaam kafan ke aaye
Bheeni chunari bune kabira
Kaam kafan ke aaye

Ek musaafir aaye baba
Ek musaafir jaaye
Aankh khol kar dekh baaware
Duniya ek saraai

Kaaya jhoothi maaya jhoothi
Kaaya jhoothi maaya jhoothi
Kis pe tu itraaye
Dekh uda pinjre se duniya
Dekh uda pinjre se duniya
Pinjra dekh jalaaye

Ek musafir aaye baba
Ek musafir jaaye
Aankh khol kar dekh baaware
Duniya ek saraai

Kya bagiya kya uska maali
Khaakh samajh na aaye
Ek kali khil pade khushi se
Ek kali murjhaaye
Ek kali khil pade khushi se
Ek kali murjhaaye.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.