ek ladki thi main dilruba ban gai

ek ladki thi main dilruba ban gai lyrics

Poster ek ladki thi main dilruba ban gai

ek ladki thi main dilruba ban gai

lyrics/Album : Khoon Bahaa Ganga Mein
Details
Singer Kavita Krishnamurthy
Genre Sad
Language Hindi
Album Khoon Bahaa Ganga Mein
Poster ek ladki thi main dilruba ban gai
play
Lyrics

meri baaton se aayega kisko yakeen

par haqikat hain ye main tabayat nahin

ek ladki thi main dilruba ban gayi

is tarah ek duaa baduaa ban gayi

ek ladki thi main dilruba ban gayi

is tarah ek duaa baduaa ban gayi

ek ladki thi main dilruba ban gayi

is tarah ek duaa baduaa ban gayi

ek ladki thi main dilruba ban gayi

is tarah ek duaa baduaa ban gayi


meri kismat ne ghar se uthaya mujhe

aur kothe pe laakar bithaya mujhe

meri paayal nahin ek zanjeer hain

ghunghroo mein bandhi meri taqdeer hain

meri taqdeer mein ho ooo..

meri taqdeer mein kyaase kyaa bangayi

is tarah ek duaa baduaa ban gayi

ek ladki thi main dilruba ban gayi

is tarah ek duaa baduaa ban gayi


aaj ik nachane gaane wali hoon mein

aapki dee huyi ek gaali hoon mein

dekhlo mushkurana mujhe aa gaya

apne aansu chhupana mujhe aa gaya

bebasi bhi meri ho ooo…

bebasi bhi meri ik adda ban gayi

is tarah ek duaa baduaa ban gayi

ek ladki thi main dilruba ban gayi

is tarah ek duaa baduaa ban gayi

ek ladki thi main dilruba ban gayi

is tarah ek duaa baduaa ban gayi

ek ladki thi main dilruba ban gayi

is tarah ek duaa baduaa ban gayi.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.