dil parinda

dil parinda lyrics

Poster dil parinda

dil parinda

lyrics/Album : Bezubaan Ishq
Details
Singer Tochi Raina & Anita Bhatt
Genre Heart Break
Language Hindi
Album Bezubaan Ishq
Poster dil parinda
play
Lyrics

kaisi ye khudai teri

tune hi banayi rabba

kahe ko banaya tune ishq


bezubaan zubaan ki bhasha

kaisi koi samjhe bata ja

kahe ko banaya tune ishq


aisa kyu hota hai

dil yeh kyu rota hai

jo nahi tha tera

fir kyu uski aas hai


jo nahi tha tera

fir kyu uski aas hai


koi mann mein hasta koi

mann hi maan hai rota

koi mann mein hi dharonda banaye


kahi chalke khushiyon ke aansu

kahi roye dukh se naina

naina yeh samajh hi na paaye baanwra


dil parinda

dhoonde aashiyaana..(2x)


yeh na jaane

kaha isko jana banwara


dil parinda..(3x)

dil..


mann mein koi basta

par tujhe na milta

kismaton ka likha kaha

hai kissi ko dikhta..(2x)


gam ki hai saheli

uljhi ik paheli

ishq pe kissi ka kaha

zor hai chalta


dil parinda

dhoonde aashiyaana


yeh na jaane

kaha isko jana banwara


kaisi yeh khudaai teri

tune hi banayi rabba

kahe ko banaya tune ishq


bezubaan zubaan ki bhasha

kaisi koi samjhe bataja

kahe ko banaya tune ishq


dil parinda

dhoonde aashiyaana


yeh na jaane

kaha isko jana banwara


aisa kyu hota hai

dil ye kyu rota hai

jo nahi tha tera

fir kyu uski aas hai


dil parinda

dhoonde aashiyaana


yeh na jaane

kaha isko jana banwara


bezubaan ishq..(3x)



Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.