aadha ticket mera full ho gaya

aadha ticket mera full ho gaya lyrics

Poster aadha ticket mera full ho gaya

aadha ticket mera full ho gaya

lyrics/Album : Hero Hindustani
Details
Singer Abhijeet Bhattacharya
Genre Dance
Language Hindi
Album Hero Hindustani
Poster aadha ticket mera full ho gaya
play
Lyrics

school khatam college shuru,

bachpan gaya masti shuru

gaana bajaana hangaama shuru,

ladaki ko aankh maarana bhi shuru

aadha ticket mera full ho gaya

aadha ticket mera full ho gaya

bachpan na jaane kahaan gul ho gaya

ho ho ho ho ho

deewaana ho gaya paagal main ho gaya

deewaana ho gaya paagal main ho gaya

na jaane na jaane kya ho gaya

aadha ticket mera full ho gaya

bachpan na jaane kahaan gul ho gaya

ho ho ho ho ho ho


nili nili aankhon waali aayegi jarur

julfon ki kaali ghata chhaayegi jarur

nili nili aankhon waali aayegi jarur

julfon ki kaali ghata chhaayegi jarur

usako bulaayunga suraj dhale,

kehake hello woh muskuraayegi jarur

aanchal ko khinchegi aankhon ko michegi

honto ko daaton se dabaayegi jarur

ik dusare pe ham mar mitenge

ik dusare pe ham mar mitenge

kissa gul-o-bulbul ho gaya re

aadha ticket mera full ho gaya

bachpan na jaane kahaan gul ho gaya

ho ho ho ho ho ho


unase jab najarein main chaar karunga

pyaar karunga main pyaar karunga

unase jab najarein main chaar karunga

pyaar karunga main pyaar karunga

kehate hai din hai jawaani ke do,

do se badhaake main chaar karunga

baahon mein aayegi woh naajani,

pyaar beshumaar baar baar karunga

kamsin haseeno ke aaye paigaam

kamsin haseeno ke aaye paigaam

ladakiyon se dil housefull ho gaya

aadha ticket mera full ho gaya

bachpan na jaane kahaan gul ho gaya

deewaana ho gaya paagal main ho gaya

deewaana ho gaya paagal main ho gaya

na jaane na jaane kya ho gaya

aadha ticket mera full ho gaya

bachpan na jaane kahaan gul ho gaya


ho ho ho ho ho ho.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.